Heart touching shayri

Heart touching shayri Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from Heart touching shayri, Library, Narsinghgarh.

"उनकी आँखो मे इस कदर का नूर हैं""की उनके ख़यालो मे रोना भी मंज़ूर है""बेवफा भी नही कहे सकते उन्हे""क्यूकी प्यार तो हमने ...
19/02/2023

"उनकी आँखो मे इस कदर का नूर हैं"
"की उनके ख़यालो मे रोना भी मंज़ूर है"
"बेवफा भी नही कहे सकते उन्हे"
"क्यूकी प्यार तो हमने किया था वो तो बेकसूर है"

Itna kuch hoke bhi humein paana na aaya, Pyaar itna kiya par jatana na aaya,Wo toh aa gaye is dil mein Kasoor humara hai...
13/08/2017

Itna kuch hoke bhi humein paana na aaya,
Pyaar itna kiya par jatana na aaya,
Wo toh aa gaye is dil mein Kasoor humara hai,
jo humein unke dil mein samana na aaya....

Tujhe chaha bhi to ijahaar na kar sake,Kat g*i umar kisi se pyaar na kar sake,Tune maanga bhi to apani judai maangi,Aur ...
25/05/2017

Tujhe chaha bhi to ijahaar na kar sake,
Kat g*i umar kisi se pyaar na kar sake,
Tune maanga bhi to apani judai maangi,
Aur ham the ki inkaar na kar sake.

Ek Baar Suno Kuch Aisa Hua,Wo Mujh Ko MiliMain Us Ko Mila,,Izhar HuaIqraar Hua,'Wo Dost BaniMan Yaar Hua,,Usey Ishq Boha...
22/11/2015

Ek Baar Suno Kuch Aisa Hua,
Wo Mujh Ko Mili
Main Us Ko Mila,
,
Izhar Hua
Iqraar Hua,
'
Wo Dost Bani
Man Yaar Hua,
,
Usey Ishq Bohat
Mujhe Pyar Bohat,
Hum Dono Mein Takraar Bohat,
Phir Kuch Yun Hua..
Wo Chorr Gayi..
Main Toot Geya,
Phir Kuch Yun Milay,
Wo Tanha Thi..
,
,
Main Akela Tha,
Bas Hum Do Thay
Aur Koi Na Tha..
Wo Rone Lagi,
Main Bebas Raha,
Na Pyar Na Hi Izhaar Raha..
Bas Farq Sirf Itna Sa Raha,
WO MITTI K UPAR ROTi RAHi..
MAIN MITTI K ANDAR SOTA
RAHA..!!!

Yeh Raten Tanha Kyun Hoti HaiKismat Se Apni Sab Ko Shikayat Kyun Hoti HaiAjeeb Khel Khelti Hai kismatJise Hum Paa Nahi S...
07/08/2015

Yeh Raten Tanha Kyun Hoti Hai
Kismat Se Apni Sab Ko Shikayat Kyun Hoti Hai
Ajeeb Khel Khelti Hai kismat
Jise Hum Paa Nahi Sakte
Mohabbat Usi Se Kyun Hoti Hai

Nikle jab aansu uski aankho se,Dil karta hai sari duniya jala du,Phir Souchtaa hoon ki,Honge duniya me uske bhi apne,Kah...
01/11/2014

Nikle jab aansu uski aankho se,
Dil karta hai sari duniya jala du,
Phir Souchtaa hoon ki,
Honge duniya me uske bhi apne,
Kahi anjane me use or na rula du.

Kisi ne hmse pucha sigret kya h,log ise kyo pite h,kya ye pyaas bujhati h,palat kar hmne kaha dil me ek bewafa ki tasvir...
21/10/2014

Kisi ne hmse pucha sigret kya h,
log ise kyo pite h,
kya ye pyaas bujhati h,
palat kar hmne kaha dil me ek bewafa ki tasvir h,
ye dhire-dhire use jalati hai,

Woh raat dard aur sitam ki raat hogi,Jis raat rukhsat unki baraat hogi,Uth jata hu main ye sochkar neend se aksar,K ek g...
14/09/2014

Woh raat dard aur sitam ki raat hogi,
Jis raat rukhsat unki baraat hogi,
Uth jata hu main ye sochkar neend se aksar,
K ek ghair ki baaho me meri sari kayanat hogi

Mene kab dard k zakhmo se shikayat ki hai..Haan mera jurm hai k maine mohabat ki haiAaj fir dekha h use mehfil me pathar...
14/09/2014

Mene kab dard k zakhmo se shikayat ki hai..
Haan mera jurm hai k maine mohabat ki hai

Aaj fir dekha h use mehfil me pathar bankar
Mene aankho se nahi dil se baghawat ki hai

Usko bhool jane ki galti bhi nahi kar sakta..
Toot kar ki h toh sirf usi se mohabbat ki hai

Na jaane aaj dil itna udas hai kyon,Vo ho ke dooritna pas pas hai kyon,Mujhe malum nahi uske liyemain kaun hoon, kya hoo...
07/09/2014

Na jaane aaj dil itna udas hai kyon,
Vo ho ke door
itna pas pas hai kyon,
Mujhe malum nahi uske liye
main kaun hoon, kya hoon,
Magar mere liye vo itna khas hai kyon.

Aapko yaad karna achcha lagta hai,Bas aapko khone se dar lagta hai,Kahi aankho se gum na ho jao aap,Ab to raat ko sone s...
04/09/2014

Aapko yaad karna achcha lagta hai,
Bas aapko khone se dar lagta hai,
Kahi aankho se gum na ho jao aap,
Ab to raat ko sone se bhi dar lagta hai.

Na yaad aye ab mujhe teri,Ki ab teri her yaad say dar lagta hai,Na karna mujh say koi faryaad,Ki ab teri her baat se dar...
29/08/2014

Na yaad aye ab mujhe teri,
Ki ab teri her yaad say dar lagta hai,
Na karna mujh say koi faryaad,
Ki ab teri her baat se dar lagta hai,
Jo ek dukh mila tujh se mujhe us raat,
Ki ab zindagi ki har raat se dar lagta hai,
Socha na tha ki chor doge beech raah main,
Ki ab mujhey is tanhaee say dar lagta hai,
Bhula diya ek pal main tumne us pyar ko,
Ki ab mujhey aane waley her waqt se dar lagta hai,
Maut se to pehley hi dar tha mujhe,
Lekin ab to zindagi se hi dar lagta hai..

Address

Narsinghgarh
465663

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Heart touching shayri posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Organization

Send a message to Heart touching shayri:

Share

Category