ShamS TabreZ Khan.

ShamS TabreZ Khan. shayar

17/10/2014

unhay kehna k yh tum he thay js sy hum ko muhabbat hogye ,

"warna" hum khud he Gulab hain kisi khusboo ki tammana nahi krty..

17/10/2014

Bahot Rulaya hy is duniya walo ny mujy !!!

!!! Ay Mout !!!

!!!agar too mera saat de to sab ko rulany ka erada hay mera !!!

05/10/2014

Hamain tum bhool jao ge hamain maaloom hai lekin..
Palat kr jab b aao gy mohabbat muntazir hogi

04/10/2014

बात तो सिर्फ जज़्बातों की है वरना,
मोहब्बत तो सात फेरों के बाद भी नहीं होती..!

03/10/2014

Kabhi Na Kabhi To Wo Mere Bare M Sochay
Gi…!! K Koi Khoon Ka Rishta Bhi Nahi Phir B
Deewano Jesa Chahta Tha.

30/09/2014

Agr Choomna Hi Maqsad Ho To Nazron Se Choom Liya Krte Hain,
Laga Kr Hont Ksi K Daman Ko Hum Dag_Dar Nhi Krtay...!!!

28/09/2014

Hum t0 wo h j0 teri awaz sun kr tery h0 g*e....
w0 a0r h0ngen jinhen tery dedar ke hasrat....

25/09/2014

Muhabbat Karni hi Tu Halat sey Darna Kasa

Jung Lazam Hu Tu Laskar Nahi Dekhy Jatey !!

23/09/2014

HuM Jeise BarBad Dilo Ka Kya JeeNa", Aur Kya "Marna...!!

Aj Tere Dil Se Nikle Hai Kal DuniyA Se Nikal Jayenge

Ye Sahil Par Bikhre Howay Phool,Na Jane Kis Ki Muhabat Doob Gayi..!
23/09/2014

Ye Sahil Par Bikhre Howay Phool,

Na Jane Kis Ki Muhabat Doob Gayi..!

23/09/2014

Talash Kar Na Saka Phr Mujhe Wahan
Jaa Kar... ♡

Ghalat Samajh K Jahan Us Ne Kho Diya
Tha Mujhe...!! ♡

23/09/2014

Chahy kitna b d0or raho par payar ka silsily, kabi kam na honge jab b lagy k tum tanta ho to palat kar dekhana
Tmhary saye ke jaga hum hon gy

Address

Indore

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when ShamS TabreZ Khan. posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Organization

Send a message to ShamS TabreZ Khan.:

Share

Category