16/05/2026
Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuh" mai Shaik Hassan bawazeer marhoom Shaik Sayeed bawazeer ka chota bhai Aaj Barkas hamare dost k Ghar Pe Pahelwano ki Himaat afzaee ke waste dawaat rakhe the Abdul Rahman Qureshi jis mein hamare Qusosi mehman
Habeeb Abdullah Pahelwan 2 time Andhra kesari aur
Younis Yafai akhada afif yafai sahab ustaad Saleem bamas akhada ke Abubaker bamas 2 time Telangana kesari
Aur digar log moujud the in sab logou ka sattar qureshi ne shukriya ada kiya shukriya khuda Hafiz