Desh Ki Shakti Yuva Shakti Sanghatan

Desh Ki Shakti Yuva Shakti Sanghatan जिस दिन युवा जाग गया, उस दिन किसी भी काम को आसानी से पूरा किया जा सकता है !
जय हिन्द जय भारत !

Aaj hamare desh ke jitne bhi yuva hai unhe hamare desh ko badalne ke liye jariya mana ja raha hai lekin mai ek cheez batana chahata hu ki aaj ka yuva to aaj bhi apne mata pita ke rudibadi vichaaro par chal raha hai to bo kaise desh ko badal sakta hai maan lo aaj desh mai ek taraf kisi ek caste rehati hai to mata pita to yahi olenge ki beta yeh sab log alag community ke hai inke saath mat raha kar

o to beta to bachpan se yahii maan kar chalega ki yehi sahi agar mata pita ki baat nahi manega to bo bhi hamare samaj mai sahi nahi hai to please hamare school ki education bhi itni sasakt nahi hai jo yuva pidhi ko issse nizat de sake isliye mai chhata hu ki sabse pehle yeh soch badli jaye ki bachpan se uska vikas in sab chizo se hatkar kiya jaye to uske man mai aisi batei ayenghi nahi
Himanshu kumar (President) 9718535573

Address

Palla No 1
Faridabad
121003

Telephone

+91 97185 35573

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Desh Ki Shakti Yuva Shakti Sanghatan posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Organization

Send a message to Desh Ki Shakti Yuva Shakti Sanghatan:

Share