Mera Dard Meri Shayeri

Mera Dard Meri Shayeri Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from Mera Dard Meri Shayeri, Library, dhanbad, Dhanbad.

02/05/2016

तू ही बता....
तुझे ना लिखें तो हम लिखें आखिर क्या...

20/04/2016

Aap Ki Muskurahat Se Muskurana
Seekho, Aur Aap Ke Hi Khatir Jeete The
Hum... Ab Jab Aap Hi Bewafa Ho Gayi
To, Bataiye Aap Ki Bewafai Se Kya
Seekhe Hum.

20/04/2016

Lash meri uth rahi thi mere ashiyane se
fir b takleef thi unko mere ghar tak ane
me . woh bewafa ghar me baithe hi puch
rahe the or kitni der baaki h usey jalane
me. :-(

19/04/2016

Yun to zindagi meri badi hasin thi, meri
har khwaish rab ne mere naseeb ki, par
kuchh apno ne ki aisi kaarguzaari, aur
meri haseen zindagi ko khaak mein mila
daali. :'(

18/04/2016

Bahut Kuch Tujse Bhi Jyada Jaroori Tha
Jaroori Ha, Na Jane Phir Bhi Kyu, Teri
Jaroorat Kam Nahi Hoti, Kitne Majboor
Hai Sab, Tagdeer Ke hatho Mein.

15/04/2016

Rooh tak tabah kar dete hai woh aansu..
Jo aankh se nikal hi nahi pate..!!

15/04/2016

True Lines..
Insan ko Insan Dhoka Nahi Deta,
Balki,
Insan ko Uss ki wo
"Ummeedey"
Dhoka De Jati hain
Jo wo Dusro Se Rakhta hai.

13/04/2016

Agr ap k pas 7 cheeze hai
to ap apne gf / bf ko kia denge ?
1. Dil
2. Jaan
3. Paisa
4. Pyar
5. Wafa
6. Dhokha
7. Dua
Reply Fast if u luv some1 truly...

13/04/2016

वक्त के साथ-साथ बहुत कुछ बदल जाता है….
लोग भी… रास्ते भी… अहसास भी….
और कभी – कभी… हम खुद भी..!!!

13/04/2016

ज़रा मुस्कुराना भी सीखा दे
ऐ ज़िंदगी.......
रोना तो
पैदा होते ही सीख लिया था !!!!!

12/04/2016

Insaan Har Kisi Se Jeet Sakta Hai......
Apno Se.....
Begaano Se......
Dosto Se.....
Dushmano Se.....
Bezubaan Jaanwaro
Se.....
Magar Ek Jagah Aakar Haar Jata
Hai......
Kaha ?
Khud Se.....
Apne Man Se.....
Apne Dil Se.....
Or Jab Khud Se Haarta Hai To Zindagi
Se Bhi Haar Jata Hai....

09/04/2016

अभी हमारा Time गलत है जिस दिन आउंगा,
उस दिन घड़ी मेरी होगी
लेकिन ज़िन्दगी बर्बाद तेरी
होगी..

Address

Dhanbad
Dhanbad
828113

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Mera Dard Meri Shayeri posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share

Category