AIMIM BIDAR UNIT

AIMIM BIDAR UNIT UNIT OF ALL INDIA MAJLIS-E-ITEHADUL MUSLEEMIN OF Bidar

14/09/2025

Ek Chief Minister ke liye Ulema-e-Kiraam ko khada karna unki tauheen hai : Barrister Asaduddin Owaisi

AIMIM ಪಕ್ಷದ ಮಾಜಿ ರಾಜ್ಯ ಧ್ಯಕ್ಷರಾದ ಉಸ್ಮಾನ್ ಗನಿ ಹುಮನಾಬಾದ ಅವರನ್ನು AIMIM ಪಕ್ಷ ದಿಂದ ಉಚ್ಛತಾನೆ ಮಾಡಲಾಗಿದೆ. ಅವರು ಪಕ್ಷ ವಿರೋಧಿ ಚಟಾವಟ...
22/06/2025

AIMIM ಪಕ್ಷದ ಮಾಜಿ ರಾಜ್ಯ ಧ್ಯಕ್ಷರಾದ ಉಸ್ಮಾನ್ ಗನಿ ಹುಮನಾಬಾದ ಅವರನ್ನು AIMIM ಪಕ್ಷ ದಿಂದ ಉಚ್ಛತಾನೆ ಮಾಡಲಾಗಿದೆ. ಅವರು ಪಕ್ಷ ವಿರೋಧಿ ಚಟಾವಟಿಕೆ ಯನ್ನು ಮಾಡುತಿದ್ದಾರೆ. ಇನ್ನು ನಾನೇ ಪಕ್ಷದ ರಾಜ್ಯಧ್ಯಕ್ಷ ಎಂದು ಬಿಂಬಿಸುವತ್ತಿದ್ದಾರೆ. ಸಾರ್ವಜನಿಕರಲ್ಲಿ ಹಾಗು ರಾಜಕೀಯಕ್ಷೆತ್ರದಲ್ಲಿ ಗೊಂದಲ ಶೃಷ್ಟಿಸುತ್ತಿದ್ದಾರೆ.
ದಿನಾಂಕ. 3.6.2023 ರಿಂದ AIMIM ಪಕ್ಷದ ರಾಜ್ಯಾ ಧ್ಯಕ್ಷರಾಗಿ ಲತೀಫಖಾನ ಪಠಾ ಣ. ಅವರು ಕಾರ್ಯ ನಿರ್ವಹಿಸುತ್ತಿದ್ದಾರೆ.
ಉಸ್ಮಾನ್ ಗಣಿ ಹುಮನಾಬಾದ. ಅವರಿಗೆ ಯಾವದೇ ರೀತಿಯ AIMIM ಪಕ್ಷದ ಸಂಬಂಧ ಇರುವ ದಿಲ್ಲಾ. ಯಾರಾದರೂ AIMIM ಪಕ್ಷದಲ್ಲಿ ಸೇರಲು ಇಚ್ಛಿಸುತ್ತಿದ್ದರೆ, ಲತೀಫ್ ಖಾನ್ ಪಠಾನ್ ಅವರನ್ನು ಸಂಪರ್ಕಿಸಿ.

Phone Number: +91 94482 78603

Mr. Usman Gani Humnabad, the former State President of AIMIM Karnataka, has been expelled from the AIMIM party for anti-party activities. He is falsely claiming to be the State President and creating confusion among the public and in political circles.
From 3rd June 2023 onwards, Mr. Lateef Khan Pathan is the official State President of AIMIM Karnataka and is discharging all responsibilities.
Mr. Usman Gani Humnabad no longer has any connection with AIMIM Karnataka.

If anyone wants to join the AIMIM in Karnataka and work for the welfare of the people, they can contact Mr. Lateef Khan Pathan at +91 94482 78603.

06/05/2024

Amit Shah ji Hyderabad shahr Hyder Ali ke naam par hai, Bhagyanagar tum khawaab mein bhi nahi banaa sakte. Syeda FalakAIMIM leader

➊ All India Majlis-e-Ittehadul Muslimeen (AIMIM) ke 66th Yaum-e-Taasees (Formation Day) ke mauqe par, kal yaani ki 2 Mar...
01/03/2024

➊ All India Majlis-e-Ittehadul Muslimeen (AIMIM) ke 66th Yaum-e-Taasees (Formation Day) ke mauqe par, kal yaani ki 2 March 2024 ke din subah 9:30 baje Markazi Daftar Darussalam mein ek Jalsa-e-Aam ka ehtamam kiya gaya hai.

➋ Darussalam mein Party ki parcham-kushaai ke baad Sadr-e-Majlis Barrister Asaduddin Owaisi aur AIMIM Floor Leader Akbaruddin Owaisi tafseeli khitaab karenge.

➌ Har saal ki tarah iss saal bhi Majlis ke sudoor wa mua'tamadeen aur corporators apne-apne ilaaqe se Bike Rally ke zariye Darussalam pahunchenge, tamaam Mohibbaan-e-Majlis se shirkat ki guzarish

➍ Mulk ke Jin riyasato'n aur shahro'n mein Majlis qaayem hai, unn maqamaat par Majlis ke zimmedaran 2 March ke din Jashn manayein, Party ka parcham lahrayein aur Majlis ki tareekh aur uske kaarnaamo'n ke baare mein awaam ko batayein, aur Barrister Asaduddin Owaisi ke paigham ko ghar ghar tak pahunchayein.

12/01/2024

Urdu Medium School ke tulabaa aur taalibaat ko naseehat "Zaroorat iss baat ki hai ke mehnat karein, aur aapki niyyato'n mein ikhlaas ho, Insha'Allah kamyabi aap ke qadam chumegi"

Janab Akbaruddin Owaisi Took The Oath As Pro-Tem Speaker Of The Telangana Legislative Assembly Today At RajBhavan.In The...
09/12/2023

Janab Akbaruddin Owaisi Took The Oath As Pro-Tem Speaker Of The Telangana Legislative Assembly Today At RajBhavan.

In The Pictures TS Governor Dr Tamilisai Soundararajan, Newly Elected Chief Minister Mr Revanth Reddy, Former Speaker Assembly Mr Pocharam Srinivas Reddy and Other Dignitaries Can Be Seen..

Address

Old City
Bidar
585401

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when AIMIM BIDAR UNIT posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Organization

Send a message to AIMIM BIDAR UNIT:

Share