20/07/2019
F.C.Area H,Type ke rehne wale logo ko eik Saazish ke Zarye Sarkaari Flatu se nikaal jaane pe majboor kiya jaa raha hai ,, Karachi ke choote se choote area me light aane jaane ka time na jaane kitne time se bandh hogaya hai par yahan pe kabhi bhi aesa koi kaam nahi howa jis tarhan kaafi saalon se light 2:30 ghante ke jaati thi wese hi abhi bhi jaa rahi hai subha 9:30 baje se jo light jaati hai uska silsilla raat 02:00 baje tak jaari wa saari rehta hai ,, aur us pe zulam yeh ke yahan pe Paane ka Paani Sarkaari line se 28 din ke baad diya jaata hai .. last time 02 ramzaan ko Peene ka Paani aaya tha phir Chand raat me aaya aur uske baad se lekar aaj tak nahi aaya ,, F.C.Area walon tumko apna Haq lene ke liye abhi in edaaron ke pass jaana hoga warna yeh tumko jeete jee mar denge ,,,