13/06/2026
Duniya todti hai, lekin Allah jodta hai. 🤲💙
Apni problems har kisi ko mat batao sirf sympathy paane ke liye. Zyada tar log na to parwah karte hain aur na hi sunna chahte hain.
Apne dukh, fikr aur pareshaniyan Allah ke saamne rakho, kyunki wahi har haal jaanta hai aur wahi sach mein madad kar sakta hai. ✨
Allah par bharosa rakho, Sabr karo aur Dua karte raho. InshaAllah har mushkil aasaan ho jayegi. ❤️